Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Nargis
Home Nargis
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na darr beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le are tu apna bana le armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le are hans le zara gaa le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani are kuchh de de nishaani dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani duniyaan ke maze lutt le
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena
meri kahani bhoolne waale meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani teri khushi par main mit jaaun duniya meri barbaad rahe meri kahani mere geet sune duniya ne magar mera dard koyi na jaan saka na jaan saka ik tera sahaara tha dil ko ik tera sahaara tha tu bhi na mujhe pehchaan saka tu bhi na mujhe pehchaan saka bachpan ke wo geet puraane aaj tujhe na yaad rahe meri kahani main apna fasana keh na sakaa mere dil ki tamanna dil mein rahi lo aaj kinaare par lo aaj kinaare par aake armaanon ki kashti doob gayi armaanon ki kashti doob gayi kismat ko manzoor yahi tha lab pe mere fariyaad rahe meri kahani meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani
na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi thoda sa nek hoon thoda beimaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai tann ka garib hoon mann ka dhanwaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein kaisa andher hai main bhi hairaan hoon
naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere tujhi ko teri kahaaaniiiiiiiii tujhi ko teri kahani sunaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon jo naghmen soye huyeeeeeeee hain tere khayaalon mein hain tere khayaalon mein jo naghmen soye huye hain tere khayaalon mein unhi ko aaj main gaa karrrrrrr unhi ko aaj main gaa kar jagaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon oooooooo bahaa bhi de meri haalat pe aaj do aansoon aaj do aansoon baha bhi de meri haalat pe aaj do aansoon main apne dil ke lagi koooooo main apne dil ke lagi ko bhujhaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon hooooo oooooo oooo oooo agar wo saamne hote to unse yeee kehtaaaaaaaaa agar wo saamne hote to unse ye kehta tere huzoor mein bigadiiiii tere huzoor mein bigadi baanane aayaa hoon naseeb darr pe tere
pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kaho ki apni preet ka geet naa badlega kabhi tum bhi kaho iss raah ka meet naa badlega kabhi pyaar jo toota saath jo chhuta chaand naa chamkega kabhi aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil raaten dason dishaaon se kahengi apni kahaaniyaan geet humare pyaar ke dohraayegi jawaaniyaa main naa
nigahen bhi mila karti hain dil bhi dil se milta hai magar ek chahne wala badi mushkil se milta hai ae ae ae ae ae toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na teri tamanna karta hoon main dil ka khajanna bharta hoon main raah akeli raah akeli darta hoon main koi lutera loote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na ghum hai kahin tu saath na chhode dil na dukhaye munh ko na mode aas dilakar aas na tode ban ke nasiba phoote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na dil ko tere behla sakta hoon chaand sitaare la sakta hoon ro sakta hoon gaa sakta hoon mujhse agar tu roothe na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na
tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
aa aa aa aa aa aa zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare jo de de tu mujhko to phir main luta doon kisi ki nazar pe ye saare aa aa aa to hoke ye rangeen sapne saja ke mitta to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge tumhare sahaare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane tumhare sahare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane jo tum saath doge to aayegi ik din manzil gale se lagaane aa aa aa itna to dil ko yakeen hai humein tum dagaa to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge aa haa ha haa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Matwala Jiya Dole Piya Mother India (1957) 03:40 13774
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Nargis
Raag- 
Sarang
Duration : 03:40   Song Number : 13774   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Meri Kahani Bhoolane Wale Deedar (1951) 02:53 20944
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Ashok Kumar, Nargis, Nimmi
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:53   Song Number : 20944   

Na Main Bhagwan Hoon Mother India (1957) 03:27 13775
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 13775   

Naseeb Darr Pe Tere Aazmaane Aaya Hoon Deedar (1951) 03:34 13037
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 13037   

Pyaar Hua Iqraar Hua Hai Shree 420 (1955) 04:52 21126
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:52   Song Number : 21126   

Toote Na Dil Toote Na Andaz (1949) 03:01 12679
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Dileep Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 12679   

Tu Kahe Agar Andaz (1949) 03:22 21329
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 21329   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Zameen Se Humein Aasmaan Par Adalat (1958) 04:04 11872
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 11872   
Karaoke Songs of Nargis, Sad Songs of Nargis, Love Songs of Nargis, Dance Songs of Nargis, Hip-hop songs of Nargis, Best songs of Nargis, Super hit songs of Nargis, hit songs of Nargis, duet songs of Nargis, solo songs of Nargis, old songs of Nargis, famous songs of Nargis, Hindi Karaoke Songs of Nargis, Hindi Sad Songs of Nargis, Hindi Love Songs of Nargis, Hindi Dance Songs of Nargis, Hindi Hip-hop songs of Nargis, best Hindi songs of Nargis, super hit Hindi songs of Nargis, hit Hindi songs of Nargis, duet Hindi songs of Nargis, solo Hindi songs of Nargis, old Hindi songs of Nargis, famous Hindi songs of Nargis, Sing Along Songs of Nargis, Sing Along Sad Songs of Nargis, Sing Along Love Songs of Nargis, Sing Along Dance Songs of Nargis, Sing Along Hip-hop songs of Nargis, Sing Along Best songs of Nargis, Sing Along Super hit songs of Nargis, Sing Along hit songs of Nargis, Sing Along duet songs of Nargis, Sing Along solo songs of Nargis, Sing Along old songs of Nargis, Sing Along famous songs of Nargis